Tuesday, December 21, 2010

The Real Islam

"Khuda parasti ka lazmi natija Insan dosti hai."
Agar hum dawa kar rahe hain k hum khuda k chahne wale hain to is ka lazmi natija ye hona chahiye k Khuda k peda karda sare insano se dostana taluk rakhen, na k unko tangg karte rahen mazhabi ya nasalli bunyadon pe.